Showing posts with label Qeemat. Show all posts
Showing posts with label Qeemat. Show all posts

Kabhi Wo Pas Hota Hai Kabhi Wo Door Hota Hai

Kabhi Wo Pas Hota Hai Kabhi Wo Door Hota Hai | Urdu Shairi Poetry Point | Images Photos
Kabhi wo paas hota hai
Kabhi wo door hota hai
Kabhi palkein bichata hai
Kabhi maghroor hota hai
Kabho naraz hota hai
Wo sun kr guftagu meri
Kabhi khamoshiyon mein b
Bohat masroor hota hai
Kabhi wo fesla krta hai
Mujh se door rehny ka
Kabhi mery hawaaly se
Wo khud mash’hoor hota hai
Kabhi wo lena chahta hai
Apny payar ki qeemat
Kabhi bay-daam bikna b
Usay manzoor hota hai


کبھی وہ پاس ہوتا ہے
کبھی وہ دور ہوتا ہے
کبھی پلکیں بچھاتا ہے
کبھی مغرور ہوتا ہے
کبھی ناراض ہوتا ہے
وہ سُن کر گفتگو میری
کبھی خاموشیوں میں بھی
بہت مسرور ہوتا ہے
کبھی وہ فیصلہ کرتا ہے
مجھ سے دور رہنے کا
کبھی میرے حوالے سے 
وہ خود مشہور ہوتا ہے
کبھی وہ لینا چاہتا ہے
اپنے پیار کی قیمت
کبھی بے دام بکنا بھی 
اسے منظور ہوتا ہے

Sachay Peyar Ki Hasrat Kissey Nahin Hoti

Sachay-Payar-Ki-Hasrat-Kissey-Nahin-Hoti-judai-yaad-sad-urdu-shairi-poetry-point-images-photos
Sachy pyar ki hasrat kissy nhi hoti
Mgar sb ki esi qismat nhi hoti

Koi ik hot ahia jo sama jata hai dil mein
Hr kisi se to younhi chahat nhi hoti

Pyar kharidna hai to pyar se kharido
Ye jazba hai anmol iski qeemat nhi hoti

Iski thokar mein rehty hain takht-o-taaj
Bazaar mein jo bik jaey muhabbat nhi hoti

Tum bhool jao to ye or baat hai
Bhool jana hr kisi ki aadat nhi hoti




سچے پیار کی حسرت کِسے نہیں ہوتی
مگر سب کی ایسی قسمت نہیں ہوتی
کوئی ایک ہوتا ہے جو سما جاتا ہے دل میں
ہر کسی سے تو یوں ہی چاہت نہیں ہوتی
پیار خریدنا ہے تو پیار سے خریدو
یہ جذبہ ہے انمول اسکی قیمت نہیں ہوتی
اس کی ٹھوکر میں رہتے ہیں تخت و تاج
بازار میں جو بِک جائے محبت نہیں ہوتی
تم بھول جاؤ تو وہ اور بات ہے
بھول جانا ہر کسی کی عادت نہیں ہوتی